Thread
:
Bait Baazi
View Single Post
#
44
07-20-2007, 12:13 AM
badnaam_shayar
DIG Saab
Join Date: Jun 2007
Posts: 990
= 0 For This Post / 4 Total
Quote:
Originally Posted by
*Reena*
kasam
ek beWAFA ke zakhmon pe marham lagane ham gaye
marham ki
kasam
marham na mila, marham ki jagah mar hum gaye
Marham......
Marham ki nahi aaj Zakhmo ki baat karo.....
Dhal jaye yeh kaali andheri raat kuch aisi baat karo.....
Yoon akele jeena ab dushwar hue chala hai.....
Shaam me jo urr gaya Panchi uski kya khabar.....
Aye na phir kabhii yaad uski kuch aisi baat karo......
Sachai se pare kuch Dard me ghire.....
Doob jaon me jisme ek aisi Sharaab ka bahaav karo.....
Kho jaane do mujhe inn gehrayion main.....Na nikal sakoo kabhi kuch aisi baat karo.......
Khushion se pare kahin door chalo DArd ki barsaat karo......
Shaam baaki hai ab bhi kuch tanhaman ki baat karo.......!!!!!!!!!!
badnaam_shayar
View Public Profile
Send a private message to badnaam_shayar
Find all posts by badnaam_shayar
::blank::