| |

07-10-2004, 08:44 AM
|
 |
Veilaa
|
|
Join Date: Jun 2002
Location: Dallas, TX
Posts: 6,085

= 0 For This Post / 16 Total
|
|
|
Hadiqa- -Jogi Ban Kay Aa
Aashna
Kyun Bantay Ho
Aashna
Lamha Bhar Ko
Kabhi Kabhi
Jeena Hai Gar
Umr Bhar
Humain Ban Kar
Ajnabi
Kyun Bantay Ho
Aashna
Lamha Bhar Ko
Kabhi Kabhi
Jeena Hai Gar
Umr Bhar
Humain Ban Kar
Ajnabi
Tanha Rehnay Do
Mujhay Tanha Rehnay Do
Bura Ya Bhala
Jee To Raha Hoon
Zinda Rehnay Do
Tanha Rehnay Do
Mujhay Tanha Rehnay Do
Bura Ya Bhala
Jee To Raha Hoon
Zinda Rehnay Do
Kyun Bantay Ho
Aashna
Lamha Bhar Ko
Kabhi Kabhi
Jeena Hai Gar
Umr Bhar
Humain Ban Kar
Ajnabi
Koi Hal Nahin
Ab Koi Hal Nahin
Nazar Main Meri
Humara Tumhara
Koi Kal Nahin
Koi Hal Nahin
Ab Koi Hal Nahin
Nazar Main Meri
Humara Tumhara
Koi Kal Nahin
Kyun Bantay Ho
Aashna
Lamha Bhar Ko
Kabhi Kabhi
Jeena Hai Gar
Umr Bhar
Humain Ban Kar
Ajnabi
Kyun Bantay Ho
Aashna
Lamha Bhar Ko
Kabhi Kabhi
Jeena Hai Gar
Umr Bhar
Humain Ban Kar
Ajnabi
__________________
Pakistan Hamara Hai
Do not PM me as you will never get a reply. Email me To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
|
::blank::

07-10-2004, 08:46 AM
|
 |
Veilaa
|
|
Join Date: Jun 2002
Location: Dallas, TX
Posts: 6,085

= 0 For This Post / 16 Total
|
|
|
EP - Irtiqa - Waqt
Aankhon Ko Aankhon Nay Jo Sapna Dikhaaya Hai
Dekho Kahin Toot Jaye Na
Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai
Phir Kahin Rooth Jaye Na
Chehray Tumharay Pay Jo Rang Hai Bahaar Ka
Pichli Bahaaron Main Na Tha
Lehjay Main Bol Laga Hai Jo Khumaar Sa
Kal Tak Baaton Main Na Tha
Kal Tak Baaton Main Na Tha..
Chehray Tumharay Pay Jo Rang Hai Bahaar Ka
Pichli Bahaaron Main Na Tha
Lehjay Main Bol Laga Hai Jo Khumaar Sa
Kal Tak Baaton Main Na Tha
Ho..
Aankhon Ko Aankhon Nay Jo Sapna Dikhaaya Hai
Dekho Kahin Toot Jaye Na
Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai
Phir Kahin Rooth Jaye Na
Pal Do Pal Dil Milnay Ki Baat Hai
Raastay Nikal Aaengay
Beeti Hui Baaton Ka Gubaar Dhul Jaye Ga
Faaslay Simat Jaengay
Raastay Nikal Aaengay
Pal Do Pal Dil Milnay Ki Baat Hai
Raastay Nikal Aaengay
Beeti Hui Baaton Ka Gubaar Dhul Jaye Ga
Faaslay Simat Jaengay
Ho..
Aankhon Ko Aankhon Nay Jo Sapna Dikhaaya Hai
Dekho Kahin Toot Jaye Na
Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai
Phir Kahin Rooth Jaye Na
__________________
Pakistan Hamara Hai
Do not PM me as you will never get a reply. Email me To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
To view links or images in signatures your post count must be 10 or greater. You currently have 0 posts.
|
::blank::

09-08-2004, 06:08 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
Aik sapna
Kho gaya tha
koi apna
kisi aur ka ho gaya tha
aik lamha
day gaya tha
saath apney
magar zindagi lay gaya tha
maaanta nahin dil yeh maanta
keh jo chor ker gaya woh mera na tha
kaisa gila
kisi say bhi kya gila
keh jeevan mein aik bar woh aaya to tha
Aik sapna
Kho gaya tha
koi apna
kisi aur ka ho gaya tha
kya karoon baharon ka kya karoon
keh khilna tha phool jo wohi na khila
ab kya karoon sitraon ka kya karon
key jalna tha jo diya wohi na jala
maaanta nahin dil yeh maanta
keh jo chor ker gaya woh mera na tha
kaisa gila
kisi say bhi kya gila
keh jeevan mein aik bar woh aaya to tha
|
::blank::

09-08-2004, 06:11 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Aik Sapna
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
kuch kiya na jaye koi to jo ankhon say uter ke
chup ke say dil main bus jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
kab tak hon yaron say baatain
kab tak hon yaron say baatain
hain lambi raatain
hain lambi raatain
jaag jaag ke soch soch ke
dil apna to haara
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
kuch kiya na jaye
koi to jo ankhon say uter ke
chup ke say dil main bus jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
hum bhi kisi ko khat shat likhain
hum bhi kisi ko khat shat likhain
our kisi ka rasta dekhain
hum bhi kisi ka rasta dekhain
derwaze ki udh say hum ko koi kare ishara
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab rahan a jaye
kuch kiya na jaye
koi to ho jo ankhon say uter ke
chup ke say dil main bus jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
kuch kiya na jaye
koi to ho jo ankhon say uter ke
chuke say dil main bus jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
ab jiya na jaye ab raha na jaye
|
::blank::

09-08-2004, 06:12 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Jiya na Jaye
jab se hue hum tum robaroo
tau hoa kia ke dil main hai
koi bhi arzoo na justago
jab se hue hum tum robaroo
tau hoa kia ke dil main hai
koi bhi arzoo na justago
jab se hue
woh bhi kia din thay
jo tumharay bin thay
woh bhi kia din thay
jo tumharay bin thay
dhal rahee thee umar
gin gin gin ke
chehray dekh dekh ke
naam sun sun ke
aur phir
aik pal zindage de gia
kis qadhar uljhan thee
kia karain gee ankhain
aur phir bass ik nazar
ne sab keh dala
jab se hue hum tum robaroo
tau hoa kia ke dil main hai
koi bhi arzoo na justago
jab se hue
kis qadhar uljhan thee
jab tumhain dekhain gay
kia karain gee ankhain
hoont kia sochain gay
kis tarah hum khud ko sambhalain gay
hasratain dil ke jab nikalain gay
aur phir aik pal zindagi de giya
kis qadhar uljhan the
kia karain gee ankhain
aur phir bass ik nazar ne sab keh dala
jab se hue hum tum robaroo
tau hoa kia ke dil main hai
koi bhi arzoo na justago
jab se hue hum tum robaroo
tau hoa kia ke dil main hai
koi bhi arzoo na justago
jab se hueeeeeeeee
ra..ra..ra..ra..ra
to..ro..to..ro
la..la..la..la..la
to..ro..to..ro
la..la..la..la
la..la..la..la
to..ro..to..ro..to
to..ro..to.ro
la..la..la..la
la..la..la..la..la
la..la..la
to..ro..to..ro
to..ro..to..ro
la..la..la..la..la
la..la..la..la..la
to..ro..to..ro
|
::blank::

09-08-2004, 06:12 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Jab sey huey
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Eik lamhee main zindagii samyeee
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Eik lamhee main zindagii samyeee
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Badal hata to kajal hoyaaa
Palkeen utheen ore jhuk gayeen
Chamkee sitareee bus eik paaal
Ore sooo gayeee phir khooo gayeee
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Eik lamhee main zindagii samyeee
Bus eik paal ka qisaa hai yeh
Aahat hoyee, nazeern utheen
Khirkee khooli ore dil ruk giyaaaa
Rooshan hoyee sareee gali
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Bus eik paal ka qisaa hai yeh
Aahat hoyee, nazeern utheen
Khirkee khooli ore dil ruk giyaaaa
Rooshan hoyee sareee gali
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Eik lamhee main zindagii samyeee
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Eik lamhee main zindagii samyeee
Ore hameen raat bhar
Ore hameen raat bhar neend naheen ayeee
Chand nae zara sii jhalak dekhaiiii
Eik lamhee main zindagii samyeee
Ore hameen raat phar neend naheen ayee
|
::blank::

09-08-2004, 06:12 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Chand Ney
TUm kahti ho
meray khat mujh ko
wapis kar doo ..
wapis kar doo
beghi shamian
khushbu yaadain ..
sari baatain
tum kahti ho ..
wapis kar dooo..
kutch soohkay phoo
kitabo mian
aik chehra hai
meray khuwaabon mian
kutch tuhfay hain
tasveerain hain
meray daman main
yehi cheezain hain ..
jo tanhaye ki sathi hain..
sari yaadain ..
tum kahti ho
wapis kar doo.. wapis kar doo..
meray khat mujh ko , um kahti ho
wapis kar doo.
khushiyan saari
ho ghum saray.. waday qasmain mausam saray
jo sath bahay.. woh sab ansoo
beetay lamhoon kay sab jugnu
jo tanhaye ..
ki saathi hian .. sari yaadain .. tum kahti ho
wapis kar do
|
::blank::

09-08-2004, 06:13 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Tum Kehti Ho
Sanwla jo apni sanwli se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Ranjhnaa jo apni baansuri se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Anjaaney deson main
Begaaney lgon main
Kuch din to achcha lagta hai
Galiyaan phir gaoon ki
Aur aankhen maaon ki
Har pal yaad aaney lagti hain
Ji ko tarpaaney lagtin hain
Sanwla jo apni sanwli se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Ranjhnaa jo apni baansuri se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Darwaazey soney ke
Khidkiyaan chaandi ki
Deewaaren heeron se bani
Shaaney jhukey jhukey
Chehrey thakey thakey
Aankhen aansoowon se bhari
Dehleezon se hatt ti nahi
Sanwla jo apni sanwli se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Ranjhnaa jo apni baansuri se door hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Socho woh kitna majboor hoga
Socho woh kitna majboor hoga
|
::blank::

09-08-2004, 06:13 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Sawnla
Aisy zameen aur aasmaan, in kay siwa jana kaha
Bharti rahay yeah roshnee, chalta rahay yeah karwaan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil
Dil dil say miltay hain to pyaar ka chehra banta hay
Phool ik larhee main piroyain to sehra banta hay, chehra banta hay
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Aisy zameen aur aasmaan, in kay siwa jana kaha
Bharti rahay yeah roshnee, chalta rahay yeah karwaan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Ghar apna to sub ko jee jaan say pyaara lagta hay, pyaara lagta hay
Hum ko bhee apnay hur armaan say say taara lagta hay, pyaara lagta hay
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil dil Pakistan, jan jan Pakistan
Dil (repeat 5 times)
|
::blank::

09-08-2004, 06:15 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Dil Dil Pakistan
dil ki baat
kabhi karo dil ki baat
Dil ki baat kabhi to karo na
dil ki baat
mera saath
kabhi to do mera saath
mera saath kabhi to do na
mera saath
mera koi pal
lamha koi
mera koi pal
lamha koi
tumhare khayal se juda raha nahin
tumhare khayal se juda raha nahin
kya hua tumhare saath
kaho na kaho na
kaho na dil ki baat
kabhi karo dil ki baat
Dil ki baat kabhi to karo na
dil ki baat
mera saath
kabhi to do mera saath
mera saath kabhi to do na
mera saath
saaye ki tarah saath raho
saaye ki tarah saath raho
khushboo ki tarah dil mein utar jao
khushboo ki tarah dil mein utar jao
thame huay mera haath
chalo na chalo na
chalo na mere saath
kabhi chalo mere saath
Dil ki baat kabhi to karo na
dil ki baat
mera saath
kabhi to do mera saath
mera saath kabhi to do na
mera saath
|
::blank::

09-08-2004, 06:15 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Dil Ki Baat
Do pal ka ye jeevan hai
Kuch karna hai to kar guzro
Har lamha ik sapna hai
Kya jaaane apna ho na ho
Ghum ko hamesha muskura ke chupana
Hans ke hansa ke zindagi ko bitana
Urte hon, kahin jugnoon
Ke bethi titli kaheen
Dekho to hanseen hai ye
Na dekho to kuch bhi nahin
Socho to saare hain nazaarein tumhare
Chaho to lo hain sitaare tumahare
Harogi to harona ye paigaam hai jeet ka
Haroge to, tabhi to maza aayega jeet ka
Rukne na paaye silsila jo chala hai
Dekho na bikhre qafla jo bana hai
|
::blank::

09-08-2004, 06:15 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Do pal ka Jeevan
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
gori gori bahon ka maza hi kuch aur hey. hi
neeli neeli aankhon ka nasha hi kuch aur hey
gori gori bahon ka maza hi kuch aur hey
neeli neeli aankhon ka nasha hi kuch aur hey
gorey rang ka nazara lage sub ko hi pyara
zara kar do ishara goriye
ho dar tujhe kis ka hey
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
Saanwla salona rang kitnon ko bhata hey. hi
jisse dekho goriyon ke peche chala aata hey
(yeh)
Saanwla salona rang kitnon ko bhata hey
jisse dekho goriyon ke peche chala aata hey
gorey rang ka nazara lage sub ko hi pyara
zara kar do ishara goriye
ho dar tujhe kis ka hey
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
Sohni sohni aankhon ka khumar yaad rakhna. hi
meethi meethi baaton ki bahar yaad rakhna
Sohni sohni aankhon ka khumar yaad rakhna
meethi meethi baaton ki bahar yaad rakhna
gorey rang ka nazara lage sub ko hi pyara
zara kar do ishara goriye
ho dar tujhe kis ka hey
tera to rang gora hey
gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhe kis ka hay
tera to rang gora hey hi
tera to rang gora hey
|
::blank::

09-08-2004, 06:16 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Gorey Rang Ka Zamana
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Dohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo haaai
Bhuree Bhuree ankhioun mein kala kala kajra, kala kala kajra hooo
Chandi kee kalaeyan mein khila khila gajra khila khila gajra hooo
Chanda jaisa chehra sunhana aur sajra, suhana aur sajra hoooo
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Aapnee sharum kee karey rakhwalee wo
Sajna kee yaad mein marjaney walee ho
Aapnee sharum kee karey rakhwalee woooa
Sajna kee yaad mein marjaney walee hoo haaaaaiii
Pani bharney kowein pey miley jo kuwareyan, miley jo kuwareyan haai
Bheegee bheegee ankhioun sey suney wo bechariyan suney bechariyan haaai
Eik duserey kee karein khoub razdariyan,khoub razdariyan haaai
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohrey hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.
|
::blank::

09-08-2004, 06:16 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Guzrey Zamaney Wali
Hum rahay rahi,aik hee raah kay
Hum rahay rahi
Aik hee raah kay saikro dar khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, hum rahay
Surat koyee nayee
Jee ko nayee laggee
Sochtee bhee woh to chahtee bhee woh kya
Zindagee
Hum rahay rahi, aik hee rah kay
Hum rahay rahi
Aik hee rahay kay,sankaron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, hum rahay
Milta koyee agar
Mumkin nahi raha
Jall raha hay yeah zindagee ka diya
Kuoon bhala
Hum rahay raahi,aik hee rah kay
Saikron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, aik hee rah kay
Sainkron darr khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, aik hee rah kay
|
::blank::

09-08-2004, 06:17 AM
|
 |
SIS
|
|
Join Date: Jul 2004
Posts: 3,401

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
JJ - Hum Rahee
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Kaisa bhee ho andhiera, door nahee sawera
Larna hai nafraton sey, pyar key dushmunon sey
Jeena hai sar uthakey, zulmo situm mita key
Duniya haseen banayein, paas dilon ko laayein
Aangun, aangun khushiyaan baataein
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Hum hai Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay
Dekhey jo milkey humney, pourey wo khawab hongay
Gham na koyee sahey ga, khoun nahee bahey ga
Ab na kisee jawan key, zehir badan mein hoga
Phool har eik taaza, aapney chamun mein hoga
Ankhein saree roshun hongee
Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gy
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gey haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
|
::blank::
|
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
|
|
|
| Thread Tools |
|
|
| Display Modes |
Linear Mode
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
All times are GMT +1. The time now is 08:11 PM.
|
|
|