|
Nice Song but please agar aap loag apne songs ko .mp3 format main daalein to wo zyaada behtar rahe ga werna itni giisi pitti quality k songs sunnay ya download k karn k lye next time yahaan koi visit nahi kare ga, Jahaan aap ne Graphically apni site pe concentrate kya hai wahaan agar aap todhi si tawajja songd ki quality pe de to ye zyaada betar rahe ga aur aap k users b doosri sites se zyaada banay ge ... Mera maqsad aap loagon ko hurt karna nahi hai ..
Take Care and Have A Good Day
xxx
|